SEARCH RESULTS
Showing search results for "riyaz"
Ghazal MATCHES FOR "riyaz"
Ghazal
sun ke ash’aar mire sab yahii kahte hai.n 'riyaaz'
is kii qismat hai burii aur tabii'at achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ahl-e-mahshar se na uljho tum 'riyaaz'
hashr me.n diivaangii achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
yahii andaaz yahii vaz.a jo rakkhoge 'riyaaz'
log samjhe.nge musalmaan ba.Dii mushkil se
Riyaz Khairabadi
Ghazal
'riyaaz' achchhe musalmaa.n aap bhii hai.n
ki dil aayaa bhii to kaafir hasii.n par
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Ram Riyaz
Ghazal
ye kaun hai.n 'riyaaz' hai.n rusvaa-e-kuu-e-yaar
aa.e hai.n aaj ban ke ba.De aabruu-pasand
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kaam aa.egii 'riyaaz' ke mashq-e-tavaaf-e-KHum
ka.abe ke gird ho.nge jo suujhii savaab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
tuu ne tauba kii to hai lekin 'riyaaz'
baat kaa terii Thikaanaa kuchh nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kyaa mazaa detii hai bijlii kii chamak mujh ko 'riyaaz'
mujh se lapTe hai.n mire naam se Darne vaale
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ko.ii ab muft bhii KHvaahaa.n nahii.n hai
'riyaaz' aisaa gayaa guzraa hu.aa dil