SEARCH RESULTS
Showing search results for "rome"
Ghazal MATCHES FOR "rome"
Ghazal
mai.n duur jaa ke kahii.n baa.nsurii bajaa.uu.ngaa
balaa se rome jale jal ke raakh ho jaa.e
Ammar Iqbal
Ghazal
maa.n ke peT me.n bachcha rome rome ba.Dhtaa hai
aadmii ko marne me.n der kitnii lagtii hai
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
agar jo izn-e-mohabbat mujhe mile 'saa.im'
mai.n rome rome tiraa bhii nikhaar saktaa huu.n
Saim Ji
Ghazal
kahte hai.n log dekh tere ruKH pe KHaal ko
kyaa hukm rome me.n hai sipahdaar za.ng kaa
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
nero ne ba.nsrii kii na.ii taan chhe.D dii
ab rome kaa nasiib faqat daastaa.n rahe
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
chhalak rahii hai.n mire rome rome se KHushiyaa.n
tumhaarii bazm kaa kuchh to asar zaruurii thaa
Saim Ji
Ghazal
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
aariz pe tere joshash-e-KHatt-e-siyaah hai
yaa rome par cha.Dh aa.ii hai ye fauj-e-za.ngiyaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
KHat kii siyaahii ne aa gherii sabaahat-e-husn
is rome se hai mushkil ye fauj-e-za.ng haTnii
Waliullah Muhib
Ghazal
maanind-e-mulk-e-rome luTii ghar kii saltanat
yaaro.n ye saaneha mujhe bhuulaa nahii.n abhii
Shahid Shaidai
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ishq ke maaro.n kaa itnaa hii fasaanaa hai
rone ko nahii.n ko.ii ha.nsne ko zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
mujh ko rone kaa saliiqa bhii nahii.n hai shaayad
log ha.nste hai.n mujhe dekh ke aate jaate
Rahat Indori
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ishq me.n Gairat-e-jazbaat ne rone na diyaa
varna kyaa baat thii kis baat ne rone na diyaa