SEARCH RESULTS
Showing search results for "roq.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "roq.o.n"
Ghazal
laakh roke.n ye a.ndhere miraa rasta lekin
mai.n jidhar raushnii jaa.egii udhar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
miTTii kii ye diivaar kahii.n TuuT na jaa.e
roko ki mire KHuun kii raftaar bahut hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Mohsin Bhopali
Ghazal
un rozo.n itnii Gaflat achchhii nahii.n idhar se
ab iztiraab ham ko do do pahr rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil kii duniyaa hiltii hai roko apnii nazro.n ko
kaafir luuTe letii hai.n aaj tajallii-KHaana bhii
Saghar Nizami
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
aa.nkho.n me.n aa.e ashk ne aa.nkho.n se ye kahaa
ab roko yaa giraa.o hame.n ham to aa liye
Kunwar Bechain
Ghazal
jaise ko.ii jism ke andar diivaare.n sii to.Dtaa hai
dekho is paagal vahshii ko roko is diivaane ko
Saud Usmani
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
phailte hu.e shahro apnii vahshate.n roko
mere ghar ke aa.ngan par aasmaan rahne do
Azra Naqvi
Ghazal
dariyaa pe band baa.ndh ke roko jagah jagah
aisaa na ho ki aadmii jii bhar ke ro sake
Ahsan Yusuf Zai
Ghazal
jab vasl thaa un rozo.n yak dil hii pe aafat thii
ab jaan kaa hai saudaa haihaat judaa.ii me.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
merii taraf na dekho apnii nazar ko roko
duniyaa-e-aashiqii me.n haijaan ho na jaa.e