SEARCH RESULTS
Showing search results for "roz-e-jazaa"
Ghazal MATCHES FOR "roz-e-jazaa"
Ghazal
na to KHauf roz-e-jazaa kaa ho vahii ishq hai
na malaal radd-e-du.aa kaa ho vahii ishq hai
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
mere lahje me.n jo Thahraav nahii.n aayaa 'roz'
kyaa mirii talKHii-e-hijrat ko nahii.n jaante ho
Rizwana Saeed Roz
Ghazal
phir jhukii tere tasavvur me.n jabiin-e-bandagii
phir KHayaal-e-uqda-e-roz-e-jazaa jaataa rahaa
Jauhar Nizami
Ghazal
roz-e-jazaa umiid hai sab ko sazaa mile
iqdaam-e-qatl me.n hai.n mire sab hasii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
us but kii mai.n dikhaa.uu.ngaa tasviir vaa.izo
phir kyaa kahegaa daavar-e-roz-e-jazaa mujhe
Taskeen Dehlavi
Ghazal
KHiraam fitna-e-roz-e-jazaa ba-ii.n shoKHii
tire KHiraam ke ohde se bar nahii.n aatii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
baaqii hai ham se daaman-e-roz-e-jazaa kii laaj
go zindagii ataa hu.ii paadaash kii tarah
Kavish Badri
Ghazal
mujh se hu.aa hai vaada-e-roz-e-jazaa abhii
dete ho kyaa javaab aduu ke payaam kaa
Shola Aligarhi
Ghazal
sargarm hai dil shaafa-e-mahshar kii talab me.n
kaafir huu.n agar kuchh bhii Gam-e-roz-e-jazaa hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
balaa-e-roz-e-jazaa Tal ga.ii saro.n se magar
dilo.n kii tah me.n dha.Daktii hai haibat-e-fardaa
Mahmood Ayaz
Ghazal
Shaukat Thanvi
Ghazal
dil KHvaah jalaa ab to mujhe ai shab-e-hijraa.n
mai.n soKHta bhii muntazir-e-roz-e-jazaa huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
khaTkaa nahii.n hai dil me.n mire roz-e-hashr kaa
rahtii hai mujh ko shaafe'-e-roz-e-jazaa kii yaad