SEARCH RESULTS
Showing search results for "rukne"
Ghazal MATCHES FOR "rukne"
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
sarhade.n achchhii ki sarhad pe na ruknaa achchhaa
sochiye aadmii achchhaa ki parinda achchhaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
ye safar paa.nv hilaane kaa nahii.n aa.nkh kaa hai
mai.n ne is baab me.n rukne ko masaafat likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
kaarvaa.n ke chalne se kaarvaa.n ke rukne tak
manzile.n nahii.n yaaro raaste badalte hai.n
Sahba lakhnavi
Ghazal
sharmsaarii hai ki rukne me.n nahii.n aatii hai
KHushk kartaa rahe kab tak ko.ii peshaanii ko
Azhar Faragh
Ghazal
kisii maqaam pe rukne ko jii nahii.n kartaa
ajiib pyaas ajab tishnagii hai aur mai.n huu.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
rukne kii bhuul haar kaa kaaran na ban sakii
chalne kii dhun ne raah ko aasaan kar diyaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
bahaana chaahiye mujh ko bhii ko.ii rukne kaa
so vo ba-hiila-e-aasaan rok letaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
aur kuchh din yahaa.n rukne kaa bahaana miltaa
is na.e shahr me.n ko.ii to puraanaa miltaa
Shakeel Azmi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
aap ke shahr me.n pe.Do.n kaa nahii.n ko.ii shumaar
do gha.Dii rukne ko lekin kahii.n saaya na milaa