SEARCH RESULTS
Showing search results for "rulaayaa"
Ghazal MATCHES FOR "rulaayaa"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ye baar-e-Gam bhii uThaayaa nahii.n bahut din se
ki us ne ham ko rulaayaa nahii.n bahut din se
Azhar Iqbal
Ghazal
sher ke parde me.n mai.n ne Gam sunaayaa hai bahut
marsiye ne dil ke mere bhii rulaayaa hai bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham ko gar tuu ne rulaayaa to rulaayaa ai charKH
ham pe Gairo.n ko to zaalim na ha.nsaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
rulaayaa ahl-e-mahfil ko nigaah-e-yaas ne merii
qayaamat thii jo ik qatra in aa.nkho.n se judaa hotaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
jii bhii kuchh aisaa jalaayaa hai ki jii jaantaa hai
aap ne itnaa rulaayaa hai ki jii jaantaa hai
Talib Baghpati
Ghazal
us kii furqat me.n hame.n charKH-e-sitamgaar ne aah
ye rulaayaa, ye rulaayaa hai ki jii jaane hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyaa jaaniye is be-sar-o-saamaani-e-dil ne
pahle to kabhii ham ko rulaayaa nahii.n itnaa
Adeem Hashmi
Ghazal
'ra.iis' KHuu-e-vafaa ne hame.n rulaayaa hai
phir is chalan ko bhalaa ham bhii aam kyaa karte
Rais Siddiqui
Ghazal
qahqahe chhiin ke aa.nsuu mujhe dene vaale
mai.n ne tujh ko bhii rulaayaa ho kabhii yaad nahii.n
Javed Quraishi
Ghazal
yaa ro.e yaa rulaayaa apnii to yuu.n hii guzrii
kyaa zikr ham-safiiraa.n yaaraan-e-shaadmaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
is dil ne rulaayaa hai ik baar mujhe phir se
is dil ne mujhe phir se vo yaad dilaa.ii hai
Waqas Yusuf
Ghazal
aa.nkh me.n beTii ke aayaa thaa magar dekho 'ziyaa'
ek aa.nsuu ne hame.n kitnaa rulaayaa hu.aa hai
Zia Zameer
Ghazal
har harf-e-Gam ne mere majlis ke ta.ii.n rulaayaa
goyaa Gubaar dil kaa pa.Dhtaa kitaab niklaa