SEARCH RESULTS
Showing search results for "rutab"
Ghazal MATCHES FOR "rutab"
Ghazal
kisii ke shiirii.n-labo.n se udhaar lete hai.n
miThaas shahd rutab chiinii qand misrii Dalii
Shahzad Qais
Ghazal
saaqii sharaab laa ki tabii.at udaas hai
mutrib rubaab uThaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jaam-o-subuu ke hosh Thikaane nahii.n rahe
mutrib uThaa rubaab ki mausam KHaraab hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Amn Lakhnavi
Ghazal
mire kalaam me.n taa.uus bhii hai shaahii.n bhii
sinaa.n ke saath miraa fan rubaab maa.nge hai
Karamat Ali Karamat
Ghazal
hai chashm-e-dajla baaz to kyaa ham ko chashm-e-ziist
kaashaana ruu-e-aab pe taa'miir kar chuke
Anwar Dehlvi
Ghazal
pukhraaj ke gilaaso.n me.n hai laala-guu.n sharaab
sone kaa paanii pii ke hai ratab-ul-lisaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
saaGar-o-miinaa paTak de to.D de cha.ng-o-rubaab
dekh sar par aa chukaa hai aaftaab-e-inqalaab
Sharib Lakhnavi
Ghazal
qalb ta.Dap ta.Dap uThaa ruuh laraz laraz ga.ii
bijliyaa.n thii.n bharii hu.ii zamzama-e-rubaab me.n
Asar Sahbai
Ghazal
gayaa to saath vo letaa gayaa har ik naGma
KHalaa kii god me.n TuuTaa rubaab chho.D gayaa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
mai.n kaamyaab jabhii huu.ngaa ai rubaab-e-hayaat
ki bazm ko tiraa naGma dikhaa.ii dene lage