SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuh-e-'jamshed'"
Ghazal MATCHES FOR "ruuh-e-'jamshed'"
Ghazal
ham to har mo.D bichhaa aa.e the daaman apnaa
jaane kis raah bahaaro.n ke KHazaane guzre
Jamshed Masroor
Ghazal
kam na hotii jo tapish dard ke a.ngaaro.n kii
ruuh me.n hausla-e-zabt-e-fuGaa.n ho saktaa
Jamshed Masroor
Ghazal
Jamshed Masroor
Ghazal
hu.aa kuchh is tarah insaaf bhii ravaa 'jamshed'
ki munsifo.n se dil-e-be-gunaah Darne lagaa
Jamshed Masroor
Ghazal
ruuh-e-'jamshed' naadim hai is ahd me.n
ab hai har haath me.n jaam-e-jam bhii nayaa
Quaiser Khalid
Ghazal
jo nang-e-chaman kahte hai.n taariiKH to dekhe.n
ham ruuh-e-chaman ziinat-e-gulzaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ruuh aur badan dono.n daaG daaG hai.n yaaro
phir bhii apne baam-o-dar be-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ruuh o tan kaa ishq ye qaa.em rahegaa daa.imii
KHatm ba.ad-e-marg bhii ye silsila hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
yaad kaa sang-e-giraa.n ruuh kii gahraa.ii me.n
Duubtaa hai to ka.ii zaKHm ubhar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
baaliidgiyaa.n ruuh-e-adab me.n to sameTo
aslaaf ke is hind me.n aasaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ruuh-e-sayyad pe KHudaa jaane guzar jaa.egii kyaa
aam alii-ga.Dh me.n hu.ii kam-nazarii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
tumhaarii ruuh kaa aakaash niilguu.n hai magar
ab aaftaab-e-badan kii kiran shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
jaam-e-jamshed be-haqiiqat hai
saaqiyaa de sharaab-e-raihaanii
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
aa.nkh ham baada-kasho.n se na milaa ai jamshed
apne chulluu ko tire jaam se ba.Dh kar jaanaa