SEARCH RESULTS
Showing search results for "sa.ng-dil"
Ghazal MATCHES FOR "sa.ng-dil"
Ghazal
is shahr-e-sa.ng-dil ko jalaa denaa chaahiye
phir us kii KHaak ko bhii u.Daa denaa chaahiye
Muneer Niyazi
Ghazal
kuchh aisaa utraa mai.n us sa.ng-dil ke shiishe me.n
ki chand saa.ns bhii aa.e na apne hisse me.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
ye duniyaa sang-dil aur bevafaa hai
bhalaa is ne kisii ko kyaa diyaa hai
Fakhruddin Ghauri Faiz
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
vo sa.ng-dil miraa rahbar hai kyaa kiyaa jaa.e
aur us ke haath me.n KHanjar hai kyaa kiyaa jaa.e
Kaukab Zaki
Ghazal
vo sang-dil to faqat dekhne se Tuut ga.e
ye dekhne me.n hamaare pasiine chhuuT ga.e
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
buto KHudaa se Daro sang dil sivaa na karo
ye mom dil hai hamaaraa ise judaa na karo
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
sang-dil yuu.n bhii mohabbat kaa sila dete hai.n
bhuul kar ahd-e-vafaa ranj-e-vafaa dete hai.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
Amar Abdabadi
Ghazal
yuu.n sa.ng-dil hayaat se ahd-o-vafaa kiyaa
diivaar darmiyaa.n thii magar KHud ko vaa kiyaa
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
us sang-dil ke dil me.n mohabbat ne ghar kiyaa
muddat ke baad aah ne apnii asar kiyaa