SEARCH RESULTS
Showing search results for "saabuut"
Ghazal MATCHES FOR "saabuut"
Ghazal
aks saabuut to hai TuuTe hu.e shiishe me.n magar
ek Tuk.Daa bhii ga.nvaayaa to ga.nvaayaa saaraa
Navin Joshi
Ghazal
naaseh miraa garebaa.n siine kaa fikr mat kar
saabuut us me.n paanaa ik taar hai ta.ajjub
Waliullah Muhib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vaa.iz subuut laa.e jo mai ke javaaz me.n
'iqbaal' ko ye zid hai ki piinaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
daftar hai ek maani-e-be-lafz-o-saut kaa
saada sii jo nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ne gul ko hai sabaat na ham ko hai e'tibaar
kis baat par chaman havas-e-ra.ng-o-buu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
kuchh to subuut-e-KHuun-e-tamannaa kahii.n mile
hai dil tahii to aa.nkh ko bhar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Ghazal
phir aaj mai-kada-e-dil se lauT aa.e hai.n
phir aaj ham ko Thikaane kaa ham-sabuu na milaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
saabit hu.aa hai gardan-e-miinaa pe KHuun-e-KHalq
larze hai mauj-e-mai tirii raftaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n tere paas bataa kis Garaz se aayaa huu.n
subuut de mujhe chehra-shanaas hone kaa
Rahat Indori
Ghazal
jis pe hotaa hii nahii.n KHuun-e-do-aalam saabit
ba.Dh ke ik din usii gardan me.n hamaa.il ho jaa.o
Irfan Siddiqi
Ghazal
bas ek huuk sii dil se uThe ghaTaa kii tarah
ki harf o saut zaruurii nahii.n du.aa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
magar sabaat nahii.n be-sabiil rasto.n me.n
ki paa.nv so ga.e 'saaqii' rikaab pahne hu.e