SEARCH RESULTS
Showing search results for "saadh"
Ghazal MATCHES FOR "saadh"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
chup saadh ke baiThe the sabhii log vahaa.n par
parde pe jo tasviir thii kuchh bol rahii thii
Anwar Masood
Ghazal
Manzar Lakhnavi
Ghazal
dam zaraa saadh ke lete hai.n pharerii to abhii
suun khii.nchii hu.ii laahuut ko jaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
chaa.nd ke pahluu me.n dam saadh ke rotii hai kiran
aaj taaro.n kaa fusuu.n KHaak nazar aa.egaa
Ahmad Rahi
Ghazal
dam saadh ke baiThaa huu.n agarche mire sar par
ik shaaKH-e-samar-daar hai talvaar nahii.n hai
Baqi Siddiqui
Ghazal
mai.n bhii savaal puuchh ke KHaamosh ho gayaa
us ne bhii chup hii saadh lii mere savaal par
Zulfiqar Zaki
Ghazal
Khalid Ahmad
Ghazal
tirii naaraazgii bhii KHatm karnii hai abhii to
tamaashaa saadh kar joker bane.nge jo bhii hogaa
Azeem Kamil
Ghazal
isii me.n behtarii hai saadh liijiye chuppii
nadii me.n rah ke magar se la.Daa nahii.n karte
Madhu Madhuman
Ghazal
Mushtaq Singh
Ghazal
log dam saadh ga.e KHauf ne gheraa aise
ko.ii andesha-e-be-kaar bhii baaqii na rahaa