SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaf-dil"
Ghazal MATCHES FOR "saaf-dil"
Ghazal
saaf dil aur nazar paak liye phirte hai.n
muflisii me.n bhii ye imlaak liye phirte hai.n
Ameen Inamdar
Ghazal
saaf dil thaa sab ke ghar jaataa thaa mai.n
jitnaa adnaa utnaa hii a.alaa thaa mai.n
Noor Ahmad Noor
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
saaf dil kyuu.n-kar karuu.n tujh se bhalaa
TuuTii ulfat phir ke jo.Duu.n kis tarah
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dil kii haalat bataa rahii hai saaf
dil ne khaayaa hai zaKHm-e-kaarii aaj
Kaukab Shahjahanpuri
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
saaf dil saada mizaaj aisii tabii.at paa.ii
ham to vaa.iz ko bhii ik banda-e-yazdaa.n samjhe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
na saaf dil na khule zehn hai.n to phir yaaro
ye saath baiThne uThne kaa silsila kyo.n hai
Ayaz Jhansvi
Ghazal
na hu.aa saaf dil-e-yaar kisii tarah 'jalaal'
KHaak me.n mil ga.e ham us kii kuduurat na ga.ii
Jalal Lakhnavi
Ghazal
mai.n ne shikva na kiyaa terii jafaa.o.n kaa kabhii
saaf dil thaa ki mire dil me.n na kiina aaya
Asar Ansari
Ghazal
ye ech-pech agar aur magar ye taaviile.n
jo saaf-dil ho vo baate.n bhii saaf kartaa hai
Saeed Shabab
Ghazal
jo saaf-dil hai us me.n kuduurat kaa asar nii.n
har-chand agar dushman-e-aa.iina nafas hai
Mirza Daood Beg
Ghazal
aa.ina saaf-dil itnaa bhii nahii.n ab ki tumhe.n
asl chehre ke KHat-o-KHaal dikhaa hii degaa