SEARCH RESULTS
Showing search results for "saakhta"
Ghazal MATCHES FOR "saakhta"
Ghazal
tum bhii mu.nh chuum lo be-saaKHta pyaar aa jaa.e
mai.n sunaa.uu.n jo kabhii dil se fasaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
meraa be-saaKHta-pan un ke liye KHatra hai
saaKHta log mujhe kyuu.n na musiibat samjhe.n
Ali Zaryoun
Ghazal
aql ke shahr me.n aayaa hai to yuu.n gum hai junuu.n
lab-e-goyaa ko bhii be-saaKHta-pan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
udaas kar ga.e be-saaKHta latiife bhii
ab aa.nsu.o.n se rulaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Bashir Badr
Ghazal
KHud ko yaad aate hii be-saaKHta ha.ns pa.Dte hai.n
kabhii KHat to kabhii tasviir jalaate hu.e ham
Nomaan Shauque
Ghazal
mai.n ne to yuu.nhii zikr-e-vafaa chhe.D diyaa thaa
be-saaKHta kyuu.n ashk tumhaare nikal aa.e
Mansoor Usmani
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
be-saaKHta bikhar ga.ii jalvo.n kii kaa.enaat
aa.iina TuuT kar tirii a.ng.Daa.ii ban gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
abhii sahiifa-e-jaa.n par raqam bhii kyaa hogaa
abhii to yaad bhii be-saaKHta nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
kar detaa hai be-saaKHta baa.nho.n ko kushaada
jab bach ke nikal jaane kii suurat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Ghazal
shaayad vo mire haal pe be-saaKHta ro de.n
is baar bahaaro.n se miraa zikr na karnaa
Wasi Shah
Ghazal
tanziim kaa ye haal hai is shahr me.n 'aasim'
be-saaKHta bachche bhii sharaarat nahii.n karte
Asim Wasti
Ghazal
mirii diivaangii KHud saaKHta na.ii.n
mai.n jaisaa huu.n mai.n vaisaa chaahtaa na.ii.n
Amir Ameer
Ghazal
yuu.n roz hu.aa karte the be-saaKHta chakkar
ab aaj bulaayaa hai to jaanaa nahii.n aataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
kaise kaise mujhe be-saaKHta milte hai.n KHitaab
Gussa aataa hai to kyaa kyaa vo kahaa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Ghazal
kuchh dosto.n ne puuchhaa bataa.o Gazal hai kyaa
be-saaKHta labo.n pe tiraa naam aa gayaa
Tahir Faraz
Ghazal
ruup sa.ngiit ne dhaaraa hai badan kaa ye rachaav
tujh pe lahluut hai be-saaKHta-pan kyaa kahnaa