SEARCH RESULTS
Showing search results for "saakhta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saakhta"
Nazm
itna malum hai!
kabhii sannaaTo.n se vahshat jo hu.ii hogii use
us ne be-saaKHta phir mujh ko pukaaraa hogaa
Parveen Shakir
Ghazal
tum bhii mu.nh chuum lo be-saaKHta pyaar aa jaa.e
mai.n sunaa.uu.n jo kabhii dil se fasaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nizam Rampuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saakhta"
Ghazal
aql ke shahr me.n aayaa hai to yuu.n gum hai junuu.n
lab-e-goyaa ko bhii be-saaKHta-pan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Sher
tuu badaltaa hai to be-saaKHta merii aa.nkhe.n
apne haatho.n kii lakiiro.n se ulajh jaatii hai.n
Parveen Shakir
Ghazal
udaas kar ga.e be-saaKHta latiife bhii
ab aa.nsu.o.n se rulaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Bashir Badr
Nazm
to behtar hai yahi
teraa barfiilaa badan be-saaKHta lau de uThaa
merii saa.nse.n shaam kii bhiigii havaa.e.n ho ga.ii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHud ko yaad aate hii be-saaKHta ha.ns pa.Dte hai.n
kabhii KHat to kabhii tasviir jalaate hu.e ham
Nomaan Shauque
Ghazal
mai.n ne to yuu.nhii zikr-e-vafaa chhe.D diyaa thaa
be-saaKHta kyuu.n ashk tumhaare nikal aa.e
Mansoor Usmani
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
ai ishq-e-azal-giir o abad-taab
kuchh KHvaab ki madfuun hai.n ajdaad ke KHud-saaKHta asmaar ke niiche
Noon Meem Rashid
Ghazal
Aalok Shrivastav
Sher
be-saaKHta bikhar ga.ii jalvo.n kii kaa.enaat
aa.iina TuuT kar tirii a.ng.Daa.ii ban gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
be-saaKHta bikhar ga.ii jalvo.n kii kaa.enaat
aa.iina TuuT kar tirii a.ng.Daa.ii ban gayaa





