SEARCH RESULTS
Showing search results for "saakit"
Ghazal MATCHES FOR "saakit"
Ghazal
muddato.n se saakit-o-jaamid hai ye naayaab dil
kaun is dariyaa kii maujo.n kii ravaanii le gayaa
Jahangeer nayab
Ghazal
tire ik ishaare pe saakit kha.De hai.n
nahii.n kah ke sab se guzar jaane vaale
Jigar Moradabadi
Ghazal
paa.nv saakit hai.n magar ghuum rahii hai duniyaa
zindagii Thahrii hu.ii lagtii hai raftaar ke saath
Saleem Siddiqui
Ghazal
naaKHudaa be-KHud fazaa KHaamosh saakit mauj-e-aab
aur ham saahil se tho.Dii duur par Duubaa kiye
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
saakit kha.Daa thaa vaqt magar tesha-zan havaa
patthar kii tah se 'zeb' nikaale ga.ii mujhe
Zeb Ghauri
Ghazal
paa.nv saakit ho ga.e 'sarvat' kisii ko dekh kar
ik kashish mahtaab jaisii chehra-e-dilbar me.n thii
Sarvat Husain
Ghazal
saakit rahe.n to ham hii Thaharte hai.n baa-qusuur
bole.n to baat ba.Dhtii hai chhoTii sii baat se
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ek vahshat sii rahii tujh se bichha.D kar dil me.n
lab-e-saakit se magar ko.ii bhii shikva na hu.aa
Meraj Naqvi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
kitnaa saakit nazar aataa hai havaa.o.n kaa badan
shaaKH par phuul bhii pathraayaa hu.aa lagtaa hai
Adeem Hashmi
Ghazal
dil mahv-e-iztiraab nazar saakit-o-KHamosh
ye kaun saamne se guzartaa chalaa gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
har ek mauj hai saakit yam-e-mohabbat kii
mire baGair kinaaro.n ko niind aa.ii hai
Qaisar Nizami
Ghazal
ravaa.n-davaa.n hai.n kisii samt me.n ki saakit hai.n
phir ek baar sitaaro.n kii aa.nkh mal kar dekh