SEARCH RESULTS
Showing search results for "saame"
Ghazal MATCHES FOR "saame"
Ghazal
mujh ko mirii pasand kaa saame to mil gayaa
lekin Gazal ke saare havaale badal ga.e
Shakeel Jamali
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
mohabbato.n me.n takalluf bhii hai sam-e-qaatil
qadam sa.nbhal ke uThaane se baat big.Dii hai
Iftikhar Haidar
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
Iftikhar Raghib
Ghazal
mujhe samajh ki mai.n hii asl raaz-e-kaa.enaat huu.n
dharaa huu.n tere saamne khulii kitaab kii tarah
Asghar Gondvi
Ghazal
aashiq hu.e to ishq me.n hoshyaar kyuu.n na the
ham in ke madah-KHvaa.n sar-e-baazaar kyuu.n na the
Varis Kirmani
Ghazal
ek sam-e-azaab saa phail gayaa vajuud me.n
roz-o-shab-e-firaaq ne jiinaa muhaal kar diyaa
Azeem Haider Syed
Ghazal
sam-e-imroz se maaraa hu.aa haaraa hu.aa din
kisii fardaa kii umiido.n pe bahaltii hu.ii raat
Yahya Khan Yusuf Zai
Ghazal
sat.h-e-aab kah paa.e kyaa taho.n ke afsaane
saame-e-lab-e-saahil bahr se bhii gahraa mai.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
dil hai ki Gam-e-dil kaa azaa-daar nahii.n hai
jaa.n hai ki sam-e-ziist se bezaar nahii.n hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
har badii kartii hai insaan ko duniyaa me.n halaak
sam-e-qaatil hai vo aadat jo burii hotii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
saKHii ke saamne phaile hu.e hai.n jin ke haath
ham aise logo.n se kyaa 'arz-e-mudda'aa karte
Mahir Bilgrami
Ghazal
ko.ii nahii.n miraa saame isii me.n KHush huu.n mai.n
ki raas aa.ii bahut merii KHud-kalaamii mujhe