SEARCH RESULTS
Showing search results for "saamnaa"
Ghazal MATCHES FOR "saamnaa"
Ghazal
mai.n KHud bhii karnaa chaahtaa huu.n apnaa saamnaa
tujh ko bhii ab naqaab uThaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
kabhii jab muddato.n ke baa'd us kaa saamnaa hogaa
sivaa.e paas aadaab-e-takalluf aur kyaa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ab to muddat se rah-o-rasm-e-nazaara band hai
ab to un kaa tuur par bhii saamnaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ik aur dariyaa kaa saamnaa thaa 'muniir' mujh ko
mai.n ek dariyaa ke paar utraa to mai.n ne dekhaa
Muneer Niyazi
Ghazal
bujh rahe hai.n ek ik kar ke aqiido.n ke diye
is a.ndhere kaa bhii lekin saamnaa karnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
ehtimaam-e-parda ne khol dii.n na.ii raahe.n
vo jahaa.n chhupaa jaa kar meraa saamnaa paayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
jahannam ho ki jannat jo bhii hogaa faisla hogaa
ye kyaa kam hai hamaaraa aur un kaa saamnaa hogaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
mujhe zaraa saa gumaa.n bhii na thaa akelaa huu.n
ki dushmano.n kaa kahii.n saamnaa bhii honaa thaa