SEARCH RESULTS
Showing search results for "saamnaa"
Nazm MATCHES FOR "saamnaa"
Nazm
influenza se corona tak
jin kaa hame.n ik sadii baa'd phir saamnaa hai
vabaa ke dino.n me.n kise hosh rahtaa hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
kisii mahfil me.n saamnaa ho jaa.e
yaa sar-e-rahguzaar mil jaa.e
Saifuddin Saif
Nazm
sachche watan-parast ka git
saamnaa sabr o shujaa.at se karuu.ngaa mai.n bhii
khi.nch ke mujh tak jo kabhii teG-e-jafaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
aaKHiri lamha
pal pal chamak rahaa hai jo tesha hasiin hai
laakho.n sa.uubato.n kaa agar saamnaa bhii ho
Jan Nisar Akhtar
Nazm
lab pe pabandi to hai
bujh rahe hai.n ek ik kar ke 'aqiido.n ke diye
is a.ndhere kaa bhii lekin saamnaa karnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
dur kinara
shaam jaane pe hai chaa.nd se saamnaa
raat aane pe nanhe sitaare bhii hai.n jhilmilaate hu.e
Meeraji
Nazm
ajnabi aurat
aaj ham ko jin tamannaa.o.n kii hurmat ke sabab
dushmano.n kaa saamnaa maGrib ke maidaano.n me.n hai
Noon Meem Rashid
Nazm
is waqt ghazal ki baat na kar
hai saamnaa kitne KHatro.n kaa
hai desh kii siimaa KHatre me.n
Nazeer Banarasi
Nazm
nazr-e-ghaalib
muddato.n apne master jii se
madrase me.n bhii saamnaa na hu.aa