SEARCH RESULTS
Showing search results for "saan-e-billor"
Ghazal MATCHES FOR "saan-e-billor"
Ghazal
pusht gul-barg shikam siim kamar taar-e-nigaah
saan-e-billor gulaavaT me.n har ik raan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
ba-saan-e-taKHta-e-gul merii fikr hai aazaad
misaal-e-qaus-e-quzah hai mire KHayaal kaa ra.ng
Ejaz Siddiqi
Ghazal
ra.nj-e-getii se dil mukaddar hai
bhar ke de mai se saaGar-e-billor
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
shab ko is tarh bharii us ne mai-e-aatish-rang
haath vo taaq hu.aa saaGar-e-billor charaaG
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
ai saan-e-azal mirii miTTii KHaraab kii
kyaa chaahiye thii KHaana-e-dil me.n binaa-e-ra.nj
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
us kaa hai fazl zarra jo chamke ba-saan-e-zar
hai varna kyaa ye maah bhii aur aaftaab kyaa
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
chaman-e-ishq-o-mohabbat me.n ba-saan-e-nargis
aa.nkh hasrat se khulii taalib-e-diidaar kii thii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
sar-e-aa.ina mai.n kha.Daa sochtaa huu.n
ko.ii to pas-e-aa.ina muntazir hai
Santosh Purswani Sant
Ghazal
ko.ii kisii ko nahii.n maartaa sar-e-maqtal
ye kaam hotaa hai daftar me.n kaar-KHaane me.n
Seen Yunus
Ghazal
shaan-e-hairat hai ki jis ko sang kah dete hai.n log
phir vahii dil TuuTne par aa.ina kahlaa.e hai