SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaz-o-barg-e-fanaa"
Ghazal MATCHES FOR "saaz-o-barg-e-fanaa"
Ghazal
kahaa.n hai tirii barq-e-josh-e-tajallii
ki mai.n saaz-o-barg-e-fanaa chaahtaa huu.n
Aasi Ghazipuri
Ghazal
KHirad ne laakh sar-o-barg-e-ijtinaab kiyaa
tirii nigah ko mire dil ne kaamyaab kiyaa
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
kanaar-e-barg-e-tabassum laraztaa qatra hai
zamii.n kii kokh me.n laavaa pighaltaa rahtaa hai
Mohammad Asadullah
Ghazal
ishq to zinda-e-jaaved banaa detaa hai
ishq ke baab me.n mafhuum-e-fanaa kuchh bhii nahii.n
Dil Ayubi
Ghazal
jo naqsh-e-barg-e-karam Daal Daal hai us kaa
to dasht aag ugaltaa jalaal hai us kaa
Hasan Aziz
Ghazal
ab na kiije KHvaahish-e-barg-o-samar kii justujuu
chho.Diye kashtii banaane ke hunar kii justujuu
Khan Rizwan
Ghazal
misaal-e-barg-e-shikasta havaa kii zad par hai
ko.ii charaaG akelaa havaa kii zad par hai
Ahmad Azeem
Ghazal
misaal-e-barg-e-shikasta havaa kii zad par hai
ko.ii charaaG akelaa havaa kii zad par hai
Ahmad Azeem
Ghazal
Gulzar Bukhari
Ghazal
gulo.n kii chaah me.n tauhiin-e-barg-o-baar na kar
bhare chaman me.n ye saamaan-e-intishaar na kar
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
sameTnaa hii to hai saaz-o-barg-e-KHaana-e-dil
is ek kaam me.n ab kyaa shitaabii rah ga.ii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
jaa.n-baKHsh sii us barg-e-gul-e-tar kii taraavat
vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
KHilaaf apne rahii vaz-e-saaz-o-barg-e-chaman
qafas bane hai.n jo tinke the aashiyaa.n ke liye
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
kyuu.n saaz-o-barg-e-hastii kartaa hai tuu muhayyaa
duniyaa ko hai azal se zauq-e-fanaa-parastii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
to.D kar is ko bhii ab ko.ii havaa le jaa.egii
ye jo barg-e-sabz ke maanind hai meraa hunar