SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabad"
Ghazal MATCHES FOR "sabad"
Ghazal
sabad-e-gul ke tale band kare hai gulchii.n
muzhda ai murG ki gulzaar me.n sayyaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kal ham ne sair-e-baaG me.n dil haath se diyaa
ik saada gul-farosh kaa aa kar sabad ba-dosh
Meer Taqi Meer
Ghazal
aaGosh-e-chashm ko sabad-e-gul banaa diyaa
Gunche jo khilkhilaa.e hujuum-e-bahaar me.n
Muzaffar Shikoh
Ghazal
kuchh bhii hai jinhe.n azm vahii sadr-nashii.n hai.n
hote hai.n gul-ruu-e-sabad sab se ba.De phuul
Imdad Ali Bahr
Ghazal
har kaan hu.aa hai sabad-e-gul se ziyaada
kyaa phuul ke maanind tire mu.nh se jha.Dii baat
Muneer Shikohabadi
Ghazal
chob be-barg sahii daftar-e-shah me.n lekin
phuul khilte hii rahe.nge sabad-e-daar ke naam
Jamshed Masroor
Ghazal
gul-e-sabad hai ye 'nasrii.n' kaa sher chun liijiye
hamaare tarz-e-suKHan se kabhii na aar aa.e
Sabiha Nasreen
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho
kahii.n to bahr-e-KHudaa aaj zikr-e-yaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa sabab tuu jo biga.Dtaa hai 'zafar' se har baar
KHuu tirii huur-shamaa.il kabhii aisii to na thii