SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabaq-aamoz"
Ghazal MATCHES FOR "sabaq-aamoz"
Ghazal
jo fasaane sabaq-aamoz jahaa.n rahte hai.n
taa-dam-e-marg vahii vird-e-zabaa.n rahte hai.n
Hayat Madrasi
Ghazal
hai.n sabaq-aamoz auraaq-e-kitaab-e-gul magar
juz fareb-e-ra.ng-o-buu kuchh un ke daaman me.n nahii.n
Shola Kararvi
Ghazal
ka.ii pahluu sabaq-aamez is qisse me.n mub.ham hai.n
hamaare saath guzraa hai ye qissa darj kar denaa
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
kahaa.n pe bichh.De the ham log kuchh pata mil jaa.e
tumhaarii tarah agar ko.ii duusraa mil jaa.e
Saba Jayasi
Ghazal
dil lagaane kii jagah aalam-e-iijaad nahii.n
KHvaab aa.nkho.n ne bahut dekhe magar yaad nahii.n
Yagana Changezi
Ghazal
mere dam tak hii rahaa rabt-e-nasiim o ruKH-e-gul
nik.hat-aamez nahii.n mauj-e-sabaa mere baad
Anwar Sabri
Ghazal
ye shaaKH-e-hunar apnii jo gul-e-rez rahii hai
majruuh tah-e-KHanjar-e-cha.ngez rahii hai
Naim Siddiqi
Ghazal
shabnam ne kab is baat se inkaar kiyaa hai
kirno.n ne sadaa us se bahut pyaar kiyaa hai
Mahshar Badayuni
Ghazal
phir lahlhaa uThaa samay aamo.n pe baur kaa
jaane sakhii kab aa.e musaafir vo duur kaa
Nasir Shahzad
Ghazal
dil me.n mere har gha.Dii dariyaa-e-Gam labrez hai
baat jo mu.nh se nikaltii hai vo dard-aamez hai
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
tazkire fahm o KHirad ke to yahaa.n hote hai.n
'aql kii had se magar aage gumaa.n hote hai.n
Quaiser Khalid
Ghazal
balaa se ishrat-e-imroz KHvaab ho ki KHayaal
'atiiq' raahat-e-fardaa to be-sabaat nahii.n