SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabiil"
Ghazal MATCHES FOR "sabiil"
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
magar sabaat nahii.n be-sabiil rasto.n me.n
ki paa.nv so ga.e 'saaqii' rikaab pahne hu.e
Saqi Faruqi
Ghazal
ko.ii sabiil ki pyaase panaah maa.ngte hai.n
safar kii raah me.n parchhaa.iyaa.n bichhaayaa kar
Saqi Faruqi
Ghazal
hai mujh ko tujh se tazkira-e-Gair kaa gila
har-chand bar-sabiil-e-shikaayat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
achchhii guzar rahii hai dil-e-KHud-kafiil se
la.ngar se roTii lete hai.n paanii sabiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kahii.n charaaG jalaane kii ho rahii hai sabiil
bujhaa rahe hai.n yahaa.n sham.a KHud hii parvaane
Nushur Wahidi
Ghazal
jab na mujh se ban sakii us tak rasaa.ii kii sabiil
ek din mai.n KHud hii apne raaste se haT gayaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
KHush-fahmiyo.n ke khel kii ab kyaa sabiil hai
kaaGaz kii ek naav hai aur KHushk jhiil hai
Musavvir Sabzwari
Ghazal
jo ho to shauq hii ho kuu-e-yaar kaa haadii
kisii ko varna sabiil-e-jinaa.n nahii.n maa'luum
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
dasht-e-hairat me.n sabiil-e-tishnagii ban jaa.iye
jo kabhii puurii na ho aisii kamii ban jaa.iye
Abbas Tabish
Ghazal
bahar sabiil-e-hunar kaa safar to jaarii hai
kabhii kuchh aur bahaana, kabhuu sabab tirii yaad
Iftikhar Mughal
Ghazal
ko.ii sabiil nahii.n pyaas ko bujhaane kii
sivaa.e is ke ki aa.nkho.n ko nam kiyaa jaa.e
Kashif Husain Ghair
Ghazal
farsh par arsh kii azmat kii daliil-e-mohkam
KHalq par rahmat-e-KHaaliq kii sabiil-e-mohkam
Jaleel 'Aali'
Ghazal
niklegii kaise ko.ii mulaaqaat kii sabiil
duniyaa kha.Dii hai raah me.n diivaar kii tarah