SEARCH RESULTS
Showing search results for "safeda"
Ghazal MATCHES FOR "safeda"
Ghazal
liye phirtaa hai KHuu.n-aaluud kab tak pairahan aaKHir
milegaa baad marne ke safeda ik kafan aaKHir
Adnan Hamid
Ghazal
rahegaa raavii o niil o furaat me.n kab tak
tiraa safiina ki hai bahr-e-be-karaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
hamesha ra.ng-e-zamaana badaltaa rahtaa hai
safed rang hai.n aaKHir siyaah muu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki jin ke naam par paspaa hu.e
un hii logo.n ko muqaabil me.n saf-aaraa dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
vo sehr mudd.aa-talabii me.n na kaam aa.e
jis sehr se safiina ravaa.n ho saraab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ajiib rang thaa majlis kaa KHuub mahfil thii
safed posh uThe kaa.e.n kaa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
rivaayato.n kii safe.n to.D kar ba.Dho varna
jo tum se aage hai.n vo raasta nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
apnaa dushman hii dikhaa.ii nahii.n detaa ho jise
aisaa lashkar to saf-aaraa bhii nahii.n ho saktaa
Saleem Kausar
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
terii aa.nkho.n pe miraa KHvaab-e-safar KHatm hu.aa
jaise saahil pe utar jaa.e safiina mire dost!
Idris Babar
Ghazal
chalo ye sail-e-balaa-KHez hii bane apnaa
safiina us kaa KHudaa us kaa naaKHudaa us kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
hathelii reshmii naazuk malaa.ii narm latiif
hasiin marmarii.n sandal safed duudh dhulii
Shahzad Qais
Ghazal
muqaabil-e-saf-e-a.adaa jise kiyaa aaGaaz
vo ja.ng apne hii dil me.n tamaam hotii rahii