SEARCH RESULTS
Showing search results for "safiine"
Ghazal MATCHES FOR "safiine"
Ghazal
har shanaavar ko nahii.n miltaa talaatum se KHiraaj
har safiine kaa muhaafiz naaKHudaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ajab hariif thaa mere hii saath Duub gayaa
mire safiine ko Garqaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
havaa.e.n tez thii.n ye to faqat bahaane the
safiine yuu.n bhii kinaare pe kab lagaane the
Aashufta Changezi
Ghazal
aa.nkho.n kii kashtiyo.n me.n safar kar rahe hai.n vo
jin dosto.n ne dil ke safiine Dubo.e the
Bashir Badr
Ghazal
jab mai.n ne safiine me.n tiraa naam liyaa hai
tuufaan kii baaho.n se kinaare nikal aa.e
Mansoor Usmani
Ghazal
Ameer Qazalbash
Ghazal
Shamim Jaipuri
Ghazal
kuchh safiine hai.n jo Garqaab ikaTThe ho.nge
aa.nkh me.n KHvaab tah-e-aab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Ghazal
ai mujhe chho.D ke tuufaan me.n jaane vaalii
dost hotaa hai talaatum me.n safiine kii tarah
Mustafa Zaidi
Ghazal
kise KHabar ki safiine Dubo chukii kitne
faqiih o suufii o shaa.ir kii naa-KHush-andeshii
Allama Iqbal
Ghazal
kuchh ek chehre mirii chashm-e-tar me.n tairte hai.n
kuchh ik safiine abhii tak na paar utaare ga.e
Manoj Azhar
Ghazal
tuufaan kii aavaaz to aatii nahii.n lekin
lagtaa hai safiine se kahii.n Duub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Aleem Masroor
Ghazal
jaane kab kis kii zaruurat mujhe pa.D jaa.e kahaa.n
aag aur KHaak safiine me.n liye phirtaa huu.n
Imran Aami
Ghazal
Dubo diyaa hai to ab is kaa kyaa gila kiije
yahii bahaa.o safiine ravaa.n bhii rakhtaa thaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
is baat ko kahte hu.e Darte hai.n safiine
tuufaa.n ko KHudii daaman-e-saahil ne havaa dii
Mahirul Qadri
Ghazal
kaash tuufaa.n me.n safiine ko utaaraa hotaa
Duub jaataa bhii to maujo.n ne ubhaaraa hotaa
Parveen Fana Syed
Ghazal
saahil pe laa.ii aur safiine Dubo diye
yuu.n zindagii ne ham ko ha.nsaayaa ki ro diye