SEARCH RESULTS
Showing search results for "safiine"
Nazm MATCHES FOR "safiine"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
maut hai ha.ngaama-aaraa qulzum-e-KHaamosh me.n
Duub jaate hai.n safiine mauj kii aaGosh me.n
Allama Iqbal
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
ab un kaa anjaam vo safiine
abhii nahii.n jo safiina-gar ke qayaas me.n bhii
Noon Meem Rashid
Nazm
kya gul-badani hai
KHalvat me.n vo tasliim hai jalvat me.n tahakkum
saahil pe subuk-mauj safiine me.n talaatum
Josh Malihabadi
Nazm
tanhai mein
us ke piichhe se jhijaktaa hu.aa ik gol saa chaa.nd
ubhraa be-nuur shu.aa.o.n ke safiine ko liye
Akhtarul Iman
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
phir vahii sail-e-balaa hai vahii daam-e-amvaaj
naa-KHudaa.o.n me.n safiine kii jagah baT na sakii
Sahir Ludhianvi
Nazm
sawan ke mahine
maathe pe idhar kaakul-e-zholiida kii lahre.n
garduu.n pe udhar abr-e-KHiraamaa.n ke safiine
Josh Malihabadi
Nazm
barkha-rut
ye ghaTaa.e.n hai.n ki KHvaabo.n ke safiine hai.n ravaa.n
be-qariine hai.n ravaa.n
Akhtar Shirani
Nazm
ek sham
salaasil salaasil
ki jin ko uThaa.e hu.e Doltii pankhu.Diyo.n ke safiine bahe jaa rahe hai.n
Majeed Amjad
Nazm
nuh ke baad
aur tuufaan bhii ruk gayaa thaa safiine kii KHaatir
ab hamaare liye ko.ii murkkab nahii.n
Sahar Ansari
Nazm
shaffafiyan(2)
abhii mastuul apne paa.nv ke uupar kha.Daa hai
safiine ke bhare siine me.n