SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahaa"
Ghazal MATCHES FOR "sahaa"
Ghazal
the KHaak-e-raah bhii ham log qahr-e-tuufaa.n bhii
sahaa to kyaa na sahaa aur kiyaa to kyaa na kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
do ujaalo.n ko milaatii hu.ii ik raah-guzaar
be-charaagii ke ba.De ranj sahaa kartii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
Jafar Abbas
Ghazal
buraa sahii mai.n pa niyyat burii nahii.n merii
mire gunaah bhii kaar-e-savaab me.n likhnaa
Umar Ansari
Ghazal
tum ne sirf bichha.D jaane kaa karb sahaa hai
paa kar kho dene ke dukh se naa-vaaqif ho
Humaira Rahat
Ghazal
jahaa.n me.n aa.e na ko.ii kamii mohabbat kii
sadaa lagaataa rahuu.ngaa yuu.nhii mohabbat kii
Aqeel Abbas Jafri
Ghazal
sahaa jaataa nahii.n ham se Gam-e-hijr-e-musalsal
zaraa sii der ko terii rifaaqat chaahiye hai
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
lazzat hii thii kuchh aisii ki chho.Daa na sabr ko
karte rahe vo jaur-o-sitam mai.n sahaa kiyaa
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
Aqsa Faiz
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
vo dard hai to mire dil se kyuu.n nahii.n uThtaa
ye dard vo hai jo mujh se sahaa nahii.n jaataa
Tahzeeb Abrar
Ghazal
sahaa jaataa nahii.n ab ranj-e-mahruumii-e-manzil
safar hii tark kar duu.n ye iraada kar rahaa huu.n
Waqar Manvi
Ghazal
roz-e-jazaa vo shoKH mile ham ko ai KHudaa
is ke sivaa kuchh aur 'aduu kii sazaa na ho