SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sahaa"
Geet
ye intizaar kaa dukh ab sahaa nahii.n jaataa
ta.Dap rahii hai mohabbat rahaa nahii.n jaataa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
the KHaak-e-raah bhii ham log qahr-e-tuufaa.n bhii
sahaa to kyaa na sahaa aur kiyaa to kyaa na kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
PAGE MATCHES FOR "sahaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sahaa"
Nazm
hasan kuza-gar (4)
jahaa.n-zaad mai.n ne hasan kuuza-gar ne
bayaabaa.n bayaabaa.n ye dard-e-risaalat sahaa hai
Noon Meem Rashid
Ghazal
Jafar Abbas
Ghazal
buraa sahii mai.n pa niyyat burii nahii.n merii
mire gunaah bhii kaar-e-savaab me.n likhnaa
Umar Ansari
Qita
aap kii raah me.n kyaa kyaa na sahaa thaa ham ne
aap ne phir bhii vafaadaar nahii.n maanaa thaa
Amir Usmani
Ghazal
tum ne sirf bichha.D jaane kaa karb sahaa hai
paa kar kho dene ke dukh se naa-vaaqif ho
Humaira Rahat
Ghazal
jahaa.n me.n aa.e na ko.ii kamii mohabbat kii
sadaa lagaataa rahuu.ngaa yuu.nhii mohabbat kii
Aqeel Abbas Jafri
Sher
vo kaun sii jafaa hai ki jo tum ne kii nahii.n
vo kaun saa sitam hai jo mai.n ne sahaa nahii.n
Tasveer Dehlvi
Nazm
id
kuchh ab hii us kii jaur-o-ta.addii nahii.n na.ii
har iid me.n hame.n to sadaa yaas hii rahii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
sahaa jaataa nahii.n ham se Gam-e-hijr-e-musalsal
zaraa sii der ko terii rifaaqat chaahiye hai














