SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahm"
Ghazal MATCHES FOR "sahm"
Ghazal
pahle qaasid kii nazar dekh ke dil sahm gayaa
phir tirii surKHi-e-tahriir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
be-sabab Gam me.n sulagnaa mirii aadat hii sahii
saaz KHaamosh hai kyuu.n shola-navaa kyuu.n chup hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
sahm rahaa huu.n mai.n ai ahl-e-qabr batlaa do
zamii.n tale to ko.ii aasmaa.n nahii.n hotaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
ham aaj phir ba.Dii taab-o-tavaa.n se julte hai.n
phir aaj sahm to jaa.egii tiirgii ham se
Ahmad Ata
Ghazal
sahm jaataa huu.n akelaa paa ke apne aap ko
nasb ho diivaar-o-dar me.n jaise aa.nkho.n kaa hujuum
Shahid Meer
Ghazal
sahm jaate hai.n agar patta bhii ko.ii kha.Dke
jaante sab hai.n tiraa zimma nigahbaanii hai
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
baiThe hu.e hai.n sahm ke bazm-e-jahaa.n me.n ham
kartuut-e-ahl-e-bazm-e-jahaa.n se Dare hu.e
Ismail Raaz
Ghazal
baras rahii thii haqiiqat kii dhuup ghar baahar
sahm ke aa.nkh ke aa.nchal me.n kho ga.e sapne
Mayank Awasthi
Ghazal
ik sahm hai ki har kahii.n rahtaa hai saath saath
ik vahm hai ki aaj bhii dil se gayaa nahii.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
dosh-e-sayyaad ke tarkash se fazaa sahm ga.ii
dekhtaa kaun ki tarkash me.n ko.ii tiir bhii hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
Tilak Raj Paras
Ghazal
ye kaisii KHvaahish-e-naa-diid hai doraahe par
sahm ga.ii hai abhii mujh pe vaar kartii hu.ii
Khursheed Akbar
Ghazal
Mirza Shariq Laharpuri
Ghazal
sahm jaataa huu.n lutf-e-dostaa.n se
ki dushman ho to Dar kuchh bhii nahii.n hai