SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahme"
Ghazal MATCHES FOR "sahme"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
bikhre bikhre sahme sahme roz o shab dekhegaa kaun
log tere jurm dekhe.nge sabab dekhegaa kaun
Meraj Faizabadi
Ghazal
du.aa ye maa.ngii hai sahme hu.e mu.arriKH ne
ki ab qalam ko KHudaa surKH raushnaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
sahme sahme se baiThe hai.n raagii aur fankaar
bhor bha.e ab in galiyo.n me.n kaun sunaa.e jog
Nasir Kazmi
Ghazal
chaa.e kii pyaalii me.n niilii tablet gholii
sahme sahme haatho.n ne ik kitaab phir kholii
Bashir Badr
Ghazal
aane ko hai phir shaayad tuufaan nayaa ko.ii
sahme hu.e baiThe hai.n log apne makaano.n me.n
Saghar Azmi
Ghazal
hanuut titliyaa.n show-case me.n nazar aa.ii.n
shariir bachche gharo.n me.n bhii sahme sahme rahe
Hasan Nasir
Ghazal
darkaar ujaalaa hai magar sahme hu.e hai.n
kar de na a.ndheraa ko.ii baaruud jalaa kar
Qateel Shifai
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
mai.n jo us bazm me.n jaataa nahii.n 'ash.ar' mujh ko
apne sahme hu.e jazbaat se Dar lagtaa hai
Habeeb Ashar Dehlavi
Ghazal
raat naadiida balaa.o.n ke asar me.n ham the
KHauf se sahme hu.e sog-nagar me.n ham the
Saqi Faruqi
Ghazal
sahme sahme chalte phirte laashe jaise log
vaqt se pahle mar jaate hai.n kitne aise log
Mohsin Bhopali
Ghazal
vo sahme sahme judaa.ii ke muztarib lamhe
mirii nigaah me.n ik baar phir basaa diije
Anwar Anjum
Ghazal
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
aane vaale haadso.n ke KHauf se sahme hu.e
log phirte hai.n ki jaise KHvaab ho.n TuuTe hu.e
Azad Gulati
Ghazal
na.e har roz hote haadse achchhe nahii.n lagte
bahut haalaat bhii sahme hu.e achchhe nahii.n lagte