SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahme"
Nazm MATCHES FOR "sahme"
Nazm
shikwa
kis kii haibat se sanam sahme hu.e rahte the
mu.nh ke bal gir ke huu-allahu-ahad kahte the
Allama Iqbal
Nazm
mujhe sochne de
jalsa-gaaho.n me.n ye dahshat-zada sahme amboh
rahguzaaro.n pe falaakat-zada logo.n ke giroh
Sahir Ludhianvi
Nazm
nama-e-jaanan
bas vahii ek hii mazmuu.n ki mire shahr ke log
kaise sahme hu.e rahte hai.n gharo.n me.n apne
Ahmad Faraz
Nazm
aaj
KHuun pii pii ke Gurraa rahe hai.n
bachche maa.o.n kii godo.n me.n sahme hu.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hum log
dil ke aivaa.n me.n liye gul-shuda sham.o.n kii qataar
nuur-e-KHurshiid se sahme hu.e uktaa.e hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sal ki aaKHiri shab
dar-o-diivaar me.n lipTe hu.e sahme hu.e log
galii-kuucho.n me.n nikalte hu.e ghabraate hu.e
Saleem Kausar
Nazm
naya sal
jaise kuchh duur se aatii hu.ii aavaaz-e-jaras
kaun sahme hu.e maayuus diyo.n ko dekhe
Akhtar Payami
Nazm
main aa raha hun
yuu.n tiraa baar baar aanaa
vo sahme sahme hu.e se ruknaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
hum to shair hain hum sach nahin bolte
sochte bhii nahii.n bolte bhii nahii.n
sahme sahme hu.e log milte ho.n jab
Suroor Barabankvi
Nazm
aarzu rahiba hai
KHud me.n kho.e hu.e sahme hu.e sargoshii se Darte hu.e
raahibo.n ko ye KHabar ho kyuu.nkar
Noon Meem Rashid
Nazm
murda-KHana
vo nisf dha.D chale aate hai.n raqs karte hu.e
vo jism sahme hu.e band martabaano.n me.n