SEARCH RESULTS
Showing search results for "sailaab"
Ghazal MATCHES FOR "sailaab"
Ghazal
zabt sailaab-e-mohabbat ko kahaa.n tak roke
dil me.n jo baat ho aa.nkho.n se ayaa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
vo jo pyaasaa lagtaa thaa sailaab-zada thaa
paanii paanii kahte kahte Duub gayaa hai
Aanis Moin
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
is zamii.n par bhii hai sailaab mire ashko.n se
mere maatam kii sadaa arsh hilaatii hogii
Wasi Shah
Ghazal
ajiib saa hai bahaanaa magar tum aa jaanaa
hamaare gaa.nv kaa sailaab dekhne ke liye
Azhar Inayati
Ghazal
aa.e hai bekasii-e-ishq pe ronaa 'Gaalib'
kis ke ghar jaa.egaa sailaab-e-balaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
mire KHuluus kii saiqal-garii bhii haar ga.ii
vo jaane kaun saa patthar thaa aa.iina na hu.aa
Qaisarul Jafri
Ghazal
ham ko ik baar kinaaro.n se nikal jaane do
phir to sailaab ke paanii kii tarah phaile.nge
Ziya Mazkoor
Ghazal
cha.Dhte sailaab me.n saahil ne to mu.nh Dhaa.np liyaa
log paanii kaa kafan lene ko tayyaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
Shahryar
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
zabt kii shahr-panaaho.n kii mire maalik KHair
Gam kaa sailaab agar mujh ko bahaane aa.e
Parveen Shakir
Ghazal
kin nii.ndo.n ab tuu sotii hai ai chashm-e-girya-naak
mizhgaa.n to khol shahr ko sailaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
koh se niiche utar kar kankarii chunte hai.n ab
ishq me.n jo aabjuu the jang me.n sailaab the
Hasan Naim
Ghazal
ek hii ishq me.n dono.n kaa junuu.n zam hogaa
pyaas yaksaa.n hai to sairaab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Ghazal
mauj-e-dariyaa hii ko aavaara-e-sad-shauq na kah
reg-e-saahil ko bhii lab-tishna-e-sailaab samajh