SEARCH RESULTS
Showing search results for "sailaab"
Nazm MATCHES FOR "sailaab"
Nazm
aaj ki raat
phuuT niklaa dar-o-diivaar se sailaab-e-nashaat
allaah allaah miraa kaif-e-nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mujhe sochne de
har taraf aatish o aahan kaa ye sailaab-e-aaziim
nit-na.e tarz pe hotii hu.ii duniyaa taqsiim
Sahir Ludhianvi
Nazm
chand-chehra sitara-ankhen
hazaaro.n zulfo.n kaa ek sailaab-e-tund le kar
mire ta.aaqub me.n aa rahe hai.n
Obaidullah Aleem
Nazm
fareb
taare aakaash pe kamzor habaabo.n kii tarah
shab ke sailaab-e-siyaahii me.n bahe jaate hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
inqalab
ye KHayaal aataa hai rah rah kar dil-e-betaab me.n
bah na jaa.uu.n phir tire naGmaat ke sailaab me.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
yaad
vo to tuufaan thii, sailaab ne paalaa thaa use
us kii mad.hosh uma.ngo.n kaa fusuu.n kyaa kahiye
Mustafa Zaidi
Nazm
paigham eid
apne maathe pe daraKHshaanii-e-mahtaab liye
nik.hat-o-ra.ng liye nuur kaa sailaab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
doraha
aadmii ziist ke sailaab se la.Dte la.Dte
biich ma.njdhaar me.n aataa to ubhartaa kaise
Mustafa Zaidi
Nazm
luDhakta patthar
dekhte dekhte sailaab-e-havas phail gayaa
mauj-e-paayaab ubhar kar mire sar tak pahu.nchii