SEARCH RESULTS
Showing search results for "sailaab-e-ashk-o-aah"
Ghazal MATCHES FOR "sailaab-e-ashk-o-aah"
Ghazal
dil-daadgaan-e-lazzat-e-iijaad kyaa kare.n
sailaab-e-ashk-o-aah pe buniyaad kyaa kare.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
kabhii ai ashk-e-tar aa.nkho.n se Dhal pa.D
kabhii ai aah-e-dil mu.nh se nikal pa.D
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
ai ishq-e-be-niyaaz ye kyaa inqilaab hai
Gam kaamyaab hai na KHushii kaamyaab hai
Shahid Siddiqui
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaarzaar-e-ishq-o-sar-mastii me.n nusrat-yaab ho.n
vo junuunii daar tak jaane ko jo betaab huu.n
Afzal Parvez
Ghazal
naGma-e-ishq-e-butaa.n aur zaraa aahista
zikr-e-naazuk-badanaa.n aur zaraa aahista
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
asiiraan-e-ishq-e-butaa.n aur bhii hai.n
nahii.n mai.n hii mahv-e-fuGaa.n aur bhii hai.n
Lalan Chaudhary
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai ishq-e-fitna-saamaa.n kar de tuu hashr barpaa
kyaa ye nahii.n qayaamat aalam hai teraa shaidaa
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
asiir-e-ishq-e-maraz hai.n to kyaa davaa karte
jo intihaa ko pahu.nchte to ibtidaa karte
Saqib Lakhnavi
Ghazal
kahaa.n mai.n jaa.uu.n Gam-e-ishq-e-raa.egaa.n le kar
ye apne ranj ye apnii udaasiyaa.n le kar
Zubair Rizvi
Ghazal
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
Gam-e-ishq-e-butaa.n hai aur mai.n huu.n
ye jaan-e-naa-tavaa.n hai aur mai.n huu.n
Tahavvur Ali Zaidi
Ghazal
shu.aa-e-ishq-o-mohabbat ke jhilmilaane tak
charaaG jalte rahe.nge tumhaare aane tak
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
aage ba.Dhe na qissa-e-ishq-e-butaa.n se ham
sab kuchh kahaa magar na khule raazdaa.n se ham
Altaf Hussain Hali
Ghazal
dil me.n poshiida tap-e-ishq-e-butaa.n rakhte hai.n
aag ham sang kii maanind nihaa.n rakhte hai.n