SEARCH RESULTS
Showing search results for "saj-dhaj"
Ghazal MATCHES FOR "saj-dhaj"
Ghazal
puure chaa.nd kii saj dhaj hai shahzaado.n vaalii
kaisii ajiib gha.Dii hai nek iraado.n vaalii
Sarvat Husain
Ghazal
ye rang ruup ye saj-dhaj ye baa.nkpan teraa
ravish ravish hai tirii ab chaman chaman teraa
Hamid Allahabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHuub saj-dhaj hai tumhaarii phir bhii
dekhnaa kaisaa vo taktaa bhii nahii.n
Maher Chand Kausar
Ghazal
qisse sune hazaaro.n tasviire.n dekhii.n laakho.n
saj-dhaj sunii na aisii ye baa.nkpan na dekhaa
Shuoor Bilgrami
Ghazal
tumhe.n tumhaarii ye saj-dhaj rahe mubaarak aur
miraa dariida garebaa.n rafuu nahii.n to nahii.n
Farhat M Hasani
Ghazal
saj-dhaj ke kaise nikle hamaarii Gazal janaab
is anjuman me.n haa.e ko.ii aa.ina nahii.n
Qamar Taban
Ghazal
dekhe kab talak baaqii rahe saj-dhaj us kii
aaj jis chehra se tasviir utarvaa.ii hai
Nida Fazli
Ghazal
kitnaa saj-dhaj kar mahfil me.n aayaa huu.n
merii vahshat ghar par rakkhii hu.ii hai dost
Naeem Sarmad
Ghazal
bahaar aa.ii to saj-dhaj ke ho ga.e tayyaar
daraKHt sirf KHizaa.o.n me.n be-libaas rahe
Wafa Naqvi
Ghazal
garebaa.n chaak daaman purza purza KHaak-aaluuda
na.ii saj-dhaj niraalii shaan se diivaana aataa hai
Fazil Kashmiri
Ghazal
dukaan-e-jaa.n kii saj-dhaj par na jaa.o
ye kaarobaar udhaarii kar rahaa huu.n
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
itnaa saj-dhaj ke ayaadat ko na aayaa kiije
varna kuchh soch ke ye jaan nikal jaa.egii
Jaleel nizami
Ghazal
niklii to hai.n saj-dhaj ke tirii yaad kii pariyaa.n
KHvaabo.n ke magar raaj dulaare nahii.n nikle