SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajaat"
Ghazal MATCHES FOR "sajaat"
Ghazal
ye tabassum to hai chehro.n kii sajaaT ke liye
varna ehsaas vo dozaKH hai ki jalte rahiye
Meraj Faizabadi
Ghazal
sab kaa KHayaal ghar kii sajaaT kii mahfile.n
mai.n ne bhii ab ye aam ravish iKHtiyaar kii
Shabnam Shakeel
Ghazal
taa-qayaamat shab-e-furqat me.n guzar jaa.egii umr
saat din ham pe bhii bhaarii hai.n sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
apne haatho.n kii lakiiro.n me.n sajaa le mujh ko
mai.n huu.n teraa tuu nasiib apnaa banaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
pattharo.n me.n bhii zabaa.n hotii hai dil hote hai.n
apne ghar ke dar-o-diivaar sajaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
mahlo.n me.n ham ne kitne sitaare sajaa diye
lekin zamii.n se chaa.nd bahut duur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taaro.n se sajaa le.nge rah-e-shahr-e-tamannaa
maqduur nahii.n sub.h chalo shaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
vafaa karuu.ngaa kisii sogvaar chehre se
puraanii qabr pe katba nayaa sajaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
sunaa hai Gair kii mahfil me.n tum na jaa.oge
kaho to aaj sajaa luu.n Gariib-KHaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
raat din gardish me.n hai.n saat aasmaa.n
ho rahegaa kuchh na kuchh ghabraa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
ne gul ko hai sabaat na ham ko hai e'tibaar
kis baat par chaman havas-e-ra.ng-o-buu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
tiraa KHayaal to hai par tiraa vajuud nahii.n
tire liye to ye mahfil sajaa.ii thii mai.n ne