SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajii"
Ghazal MATCHES FOR "sajii"
Ghazal
ab ke kuchh aisii sajii mahfil-e-yaaraa.n jaanaa.n
sar-ba-zaanuu hai ko.ii sar-ba-garebaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ajiib aa.iina-e-partav-e-tamannaa thaa
thii us me.n ek udaasii ki jo sajii hii rahii
Jaun Eliya
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
ishq to saarii umr kaa ik pesha niklaa
ham ne kyaa sochaa thaa yaaro kyaa niklaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
kisii ne uTh ke yahaa.n se kahii.n nahii.n jaanaa
sajii hai bazm ki mauzuu-e-guftuguu tuu hai
Asim Wasti
Ghazal
puure chaa.nd kii saj dhaj hai shahzaado.n vaalii
kaisii ajiib gha.Dii hai nek iraado.n vaalii
Sarvat Husain
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
bazm-e-tarab bhii sajii mahfil-e-Gam bhii sajii
kaun milaa thaa mujhe kaun judaa ho gayaa
Ashfaq Amir
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
sar me.n saudaa hai ki ik baar to dekhuu.n jaa kar
sar-e-maidaan sajii daar se aage kyaa hai
Tabish Kamal
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
shaam ke tan par sajii jo surma.ii poshaak hai
ham charaaGo.n kii faqat ye raushnii poshaak hai