SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajii"
Nazm MATCHES FOR "sajii"
Nazm
manzil
mai.n rango.n me.n huu.n kabhii brush me.n
kabhii canvas pe sajii huu.n mai.n
Fauzia Mughal
Nazm
mahrumi
har ik chiiz kaise qariine se rakhii hu.ii hai
mai.n kahtii huu.n maano chalo aa.o mahfil sajii hai
Meeraji
Nazm
paigham eid
eid aa.ii hai mohabbat kaa nayaa baab liye
kis qadar rahmat-e-saaqii-e-azal aam hai aaj
Hafeez Banarasi
Nazm
tumhaara shahr
sajii thii zulf-e-javaa.n aarzuu ke phuulo.n se
umiid-vaar the har samt aashiqo.n ke giroh
Ali Sardar Jafri
Nazm
walentine-day
aur takte rahe.n aasmaan ko
jahaa.n har shaam ik na.ii painting sajii hotii hai
Ahmad Azad
Nazm
naya amrit
davaa.o.n kii almaariyo.n se sajii ik dukaa.n me.n
mariizo.n ke amboh me.n muzmahil saa
Shahryar
Nazm
tere siwa
aahaTe.n terii tasavvur me.n basii hai.n ab tak
tere jalvo.n se sajii hai.n mirii nazre.n ab bhii
Shahid Akhtar
Nazm
taqrib-e-ru-numai
sajii thii bazm-e-paziiraa.ii ek hotel me.n
jahaa.n gulaab se chehre to the gulaab nahii.n