SEARCH RESULTS
Showing search results for "salaa"
Ghazal MATCHES FOR "salaa"
Ghazal
kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq
hai mukarrar lab-e-saaqii pe salaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
sikhaa.e.n dast-e-talab ko adaa-e-bebaakii
payaam-e-zer-labii ko salaa-e-aam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
adaa-e-KHaas se 'Gaalib' hu.aa hai nukta-saraa
salaa-e-aam hai yaaraan-e-nukta-daa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
gar vo mast-e-naaz devegaa salaa-e-'arz-e-haal
KHaar-e-gul bahr-e-dahaan-e-gul zabaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dard ba.Dhtaa hii rahe aisii davaa de jaa.o
kuchh na kuchh merii vafaa.o.n kaa salaa de jaa.o
Anwar Masood
Ghazal
sikhaa.e.n dast-e-talab ko adaa-e-bebaakii
payaam-e-zer-labii ko salaa-e-aam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mil bhii jaataa jo kahii.n aab-e-baqaa kyaa karte
zindagii KHud bhii thii jiine kii sazaa kyaa karte
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
sach puuchho to kab haigaa us kaa saa dahan Guncha
taskii.n ke liye ham ne ik baat banaa lii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Afzal Parvez
Ghazal
Zaka Siddiqui
Ghazal
ham javaano.n ko na chho.Daa us se sab pak.De ga.e
ye do-saala duKHtar-e-raz kis qadar shattaah hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
lagii hai aag jo kambal kabhii u.Dhaayaa hai
tire barahna se garmii do-shaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aa.nkhe.n kholo KHvaab sameTo jaago bhii
'alvii' piyaare dekho saalaa din niklaa
Mohammad Alvi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
ye chashm-e-lutf mubaarak magar dil-e-naadaa.n
payaam-e-ishva-e-ra.ngii.n salaa-e-daar na ho
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
dil me.n aataa hai ki dushman ke lagaa.uu.n juute
le gayaa saalaa sleeper mirii das-aane kii
Boom Merathi
Ghazal
paa.nv pak.De hai.n zamii.n ne ye tire kuucha kii
rah-e-sad-saala samajhte hai.n ab ik gaam ko ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
lazzat-e-ziist ko.ii us ke muqaabil kii nahii.n
vo jo ik kaif saa taarii hai KHataa se pahle