SEARCH RESULTS
Showing search results for "salet"
Ghazal MATCHES FOR "salet"
Ghazal
jaatii hai dhuup ujle paro.n ko sameT ke
zaKHmo.n ko ab ginuu.ngaa mai.n bistar pe leT ke
Shakeb Jalali
Ghazal
kuchh der kaalii raat ke pahluu me.n leT ke
laayaa huu.n apne haatho.n me.n jugnuu sameT ke
Shahid Kabir
Ghazal
ham log hai.n saleT pe likkhe hu.e 'nasiim'
miTnaa pa.Degaa agle savaalaat ke liye
Naseem Abbasi
Ghazal
laakho.n tarah ke ma.anii the KHaalii saleT ke
har shai se dil-fareb nazaaraa KHalaa kaa thaa
Hamza Yaqub
Ghazal
dil ko saleT maan ke kaariigarii karii
phir ishq pe banaa hu.aa manzar miTaa diyaa
Gunjan Nagar Shayar Bakar
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
qurbate.n hote hu.e bhii faaslo.n me.n qaid hai.n
kitnii aazaadii se ham apnii hado.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
kuchh bhii thaa sach ke taraf-daar hu.aa karte the
tum kabhii saahab-e-kirdaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
bikhar chukaa huu.n mai.n ab mujh ko mujtam.a kar le
tuu ab sameT bhii apnii kisii sadaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
kahaanii likhte hu.e daastaa.n sunaate hu.e
vo so gayaa hai mujhe KHvaab se jagaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
saum zaahid ko mubaarak rahe aabid ko salaat
aasiyo.n ko tirii rahmat pe bharosaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
zindagii maut ke pahluu me.n bhalii lagtii hai
ghaas is qabr pe kuchh aur harii lagtii hai
Saleem Ahmed
Ghazal
dil ne kiyaa hai qasd-e-safar ghar sameT lo
jaanaa hai is dayaar se manzar sameT lo