SEARCH RESULTS
Showing search results for "samaaj"
Ghazal MATCHES FOR "samaaj"
Ghazal
hukuumato.n ko badalnaa to kuchh muhaal nahii.n
hukuumate.n jo badaltaa hai vo samaaj bhii ho
Nida Fazli
Ghazal
dukhii samaaj me.n aa.nsuu bhare zamaane me.n
use ye kaun bataa.e ki ashk-baar na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
ba.Dii ajiib ye majbuuriyaa.n samaaj kii hai.n
munaafiqo.n se ta'alluq nibhaanaa pa.Dtaa hai
Azhar Inayati
Ghazal
qubuul kartaa nahii.n ye dilo.n ke rishto.n ko
samaaj tere mire darmiyaan uu.nchaa hai
Abbas Dana
Ghazal
Zubair Qaisar
Ghazal
kuchh aadmii samaaj pe bojhal hai.n aaj bhii
rassii to jal ga.ii hai magar bal hai.n aaj bhii
Divakar Rahi
Ghazal
mujh ko to vo bhii hai ma.aluum jo ma.aluum nahii.n
ye samaj-buujh nahii.n hai mirii naadaanii hai
Akbar Masoom
Ghazal
Khalid Akhlaq
Ghazal
'farhat-ehsaas' kii ta.aziim me.n uTThaa thaa samaaj
aur vo us kii jagah suurat-e-fard aa baiThe
Farhat Ehsas
Ghazal
armaa.n kaa KHuu.n samaaj kii talvaar ne kiyaa
majbuur maslahat se hu.aa iKHtiyaar bhii
Jami Rudaulvi
Ghazal
samaj se na har ko.ii maan.e prit ke
nahii.n fahm har kas kuu.n mai.n ai pachaanii
Quli Qutub Shah
Ghazal
maz.hab kaa sirf naam hai varna samaaj par
ab tak hai muhr sabt vahii zaat-paat kii