SEARCH RESULTS
Showing search results for "sambhalne"
Ghazal MATCHES FOR "sambhalne"
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
itnii jaldii to sambhalne kii tavaqqo na karo!!
vaqt hii kitnaa hu.aa hai miraa sapnaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
KHaatir se tirii yaad ko Talne nahii.n dete
sach hai ki hamii.n dil ko sambhalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
fard kii nahii.n hai ye baat hai qabiile kii
gir ke phir sambhalne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
biga.D gayaa jo ye naqsha havas ke haatho.n se
to phir kisii ke sambhaale nahii.n sambhalne kaa
Shahryar
Ghazal
girne do KHud sambhalne do aise hii chalne do
ye to 'charaaG' KHaana-KHaraabo.n kaa shauq hai
Charagh Sharma
Ghazal
zindagii apne savaaro.n ko giraatii jab hai
ek mauqaa bhii nahii.n detii sambhalne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
vo jis kii Thokar me.n ho sambhalne kaa dars shaamil
tum aise patthar ko raaste se haTaa na denaa
Qateel Shifai
Ghazal
sambhaalne se tabii.at kahaa.n sambhaltii hai
vo be-kasii hai ki duniyaa rago.n me.n chaltii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
hai dekhne vaalo.n ko sambhalne kaa ishaaraa
tho.Dii sii naqaab aaj vo sarkaa.e hu.e hai.n
Arsh Malsiyani
Ghazal
bahut zaraa saa safar bhaTakne ko mere
bahut zaraa saa haath, sambhalne vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
is darja hoshiyaar to pahle kabhii na the
ab kyuu.n qadam qadam pe sambhalne lage hai.n ham
Wali Aasi
Ghazal
jo dil kaa zahr thaa kaaGaz pe sab bikher diyaa
jo apne aap tabii.at mirii sambhalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
dekhaa hai jise bhii vo giraate hai.n nazar se
chaahe bhii sambhalnaa to sambhalne nahii.n dete
Purnam Allahabadi
Ghazal
shaam ke baa'd sitaaro.n ko sambhalne na diyaa
raat ko rok liyaa chaa.nd ko Dhalne na diyaa