SEARCH RESULTS
Showing search results for "sametne"
Ghazal MATCHES FOR "sametne"
Ghazal
ye kaar-e-zindagii thaa to karnaa pa.Daa mujhe
KHud ko sameTne me.n bikharnaa pa.Daa mujhe
Ameer Imam
Ghazal
KHalaa ke saare rang sameTne vaalii shaam
shab kii mizha par KHvaab sajaane vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
sahar kii pahlii kiran ne use bikher diyaa
mujhe sameTne aayaa thaa jab KHudaa shab kaa
Abhishek Shukla
Ghazal
karr-o-farr se nikle the jo sameTne duniyaa
bhar ke apne daaman me.n aa ga.e nadaamat kyuu.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
mujhe sameTne aayaa bhii thaa ko.ii jis vaqt
dayaar o dasht o daman me.n bikhar rahaa thaa mai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
barbaadiyaa.n sameTne kaa us ko shauq hai
lekin vo un ke naam pe barkat bhii le na jaa.e
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
malbe sameTne me.n guzaarii tamaam 'umr
maa'muul-e-haadsaat me.n kuchh bhii nahii.n bachaa
Sajid Raheem
Ghazal
kamaa.n uThaa.o ki hai.n saamne nishaane bahut
abhii to KHaalii pa.De hai.n lahuu ke KHaane bahut
Hasan Aziz
Ghazal
KHud ko sameTne me.n thii itnii agar-magar
bikhraa pa.Daa huu.n aaj bhii tere idhar-udhar
Vineet Aashna
Ghazal
nigaar-e-sub.h ke aa.nsuu sameTne ke liye
gulo.n ko vus.at-e-aaGosh kii zaruurat hai
Jafar Baluch
Ghazal
mujh ko sameTne me.n lagegii tamaam 'umr
ik shaKHs merii zaat ke andar bikhar gayaa
Wasim Nadir
Ghazal
KHud ko sameTne hii chalaa thaa ki ye khulaa
hai aur intishaar pas-e-intishaar bhii
Sham Rizvi
Ghazal
KHud ko sameTne ke bakhe.De me.n kyuu.n pa.De
kaahe ko ho ke rah na ga.e haadsaat ke
Manmohan Talkh
Ghazal
ja.ngal kii tarah phailaa hu.aa Dar sameT kar
mai.n jaanaa chaahtaa huu.n kahii.n ghar sameT kar
Masoom Ansari
Ghazal
Shad Bilgavi
Ghazal
tamaam shahr ke patthar sameTne vaalaa
kabhii kabhii thaa sar-e-rah-guzar tamaasha bhii
Sahira Begum
Ghazal
hu.ii mujh se ik KHayaanat kahii.n kuchh sameTne me.n
mire aage ik jagah par mirii zaat hai ziyaada
Javed Shaheen
Ghazal
bikharne lagte hai.n ham ko sameTne vaale
kabhii kabhaar to ham itnaa Tuut jaate hai.n