SEARCH RESULTS
Showing search results for "samsaam"
Ghazal MATCHES FOR "samsaam"
Ghazal
aaj har ek jo yaaro nazar aataa hai niDhaal
apnii abruu kii vo khii.nche hu.e samsaam na ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
yaa.n ziist kaa KHatra nahii.n haa.n khii.nchiye talvaar
vo Gair thaa jo dekh ke samsaam Dare thaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
KHaana-e-maqtal me.n hotaa hai gumaa.n firdaus kaa
mor ban kar jab dikhaatii hai tirii samsaam raqs
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
qatl-e-aashiq ke liye ek adaa bas hai tirii
bismil-e-ishq ko kuchh haajat-e-samsaam nahii.n
Shah Aasim
Ghazal
giraa.n-bahaa hai mabaahis kii shabnam-aagiinii
agarche burrish-e-samsaam bhii zaruurii hai
Jafar Baluch
Ghazal
Ashutosh Pandey
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare KHat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKHir vo naam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye adaa-e-be-niyaazii tujhe bevafaa mubaarak
magar aisii be-ruKHii kyaa ki salaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Ghazal
sach baat kaun hai jo sar-e-aam kah sake
mai.n kah rahaa huu.n mujh ko sazaa denii chaahiye