SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-gul"
Ghazal MATCHES FOR "sar-e-gul"
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
hijr sar-e-viiraana-e-jaa.n bhii mohr-ba-lab
vasl galii-kuucho.n me.n charchaa maa.ngtaa hai
Ejaz Gul
Ghazal
manzar-e-baam sar-e-diid nahii.n khultaa hai
kuchh hai naa-diida kaa asraar tire kuuche me.n
Ejaz Gul
Ghazal
Ejaz Gul
Ghazal
jism huu.n aur nafas Thahraa hai zaamin meraa
saa.at-e-umr kii nigraanii me.n baiThaa hu.aa huu.n
Ejaz Gul
Ghazal
KHamyaaza hai is aadat-e-israaf kaa aur bas
jo be-sar-o-saamaanii hai saamaan se aage
Ejaz Gul
Ghazal
Sameena Gul
Ghazal
makr-o-fareb le kar har shaKHs dekhtaa hai
dil sab se bhar gayaa hai tanhaa.ii chaahtaa hai
Sameena Gul
Ghazal
mai.n baa-vafaa hii rahaa rah ke be-vafaa.o.n me.n
gul-e-bahaar kii suurat khilaa KHizaa.o.n me.n
Ashraf Gul
Ghazal
raaz-e-hastii me.n zamii.n saarii tasavvur niklii
aasmaa.n apne taKHayyul kaa sahiifa dekhaa
Sameena Gul
Ghazal
raaz-e-hastii me.n zamii.n saarii tasavvur niklii
aasmaa.n apne taKHayyul kaa sahiifa dekhaa
Sameena Gul
Ghazal
halkaan me.n nahii.n tirii KHaatir sar-e-hujuum
sab mar rahe hai.n hasrat-e-yak-do-nigaah me.n
Ejaz Gul
Ghazal
Qamar Malal
Ghazal
shahr-e-gul kii rahne vaalii aagahii
mire zaKHmo.n kii zabaa.n samjhegii kyaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
baiThe hai.n rang ra.ng ujaale taraashne
rakh kar lahuu kii sham.a sar-e-rahguzaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jin pe baarish-e-gul hai un kaa haal kyaa hogaa
zaKHm khaane vaale bhii baaG baaG hai.n yaaro