SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarf-e-jaam"
Ghazal MATCHES FOR "sarf-e-jaam"
Ghazal
sadiyo.n kii mai.n kashiid huu.n ai saaqii-e-azal
mere vajuud ko bhii kabhii sarf-e-jaam kar
Rasheed Qaisrani
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
mahfil-e-daur-e-Gazal sarf-e-mai-o-jaam na ho
zindagii merii bhalaa kaise bad-anjaam na ho
Sarwar Alam Raz
Ghazal
chhalaktii aa.e ki apnii talab se bhii kam aa.e
hamaare saamne saaqii ba-saaGar-e-jam aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
karo jo kar sako bikhre hu.e vujuud ko jam'
ki kuchh na kuchh to Gubaar-e-safar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyaa pighaltaa jo rag-o-pai me.n thaa yaKH-basta lahuu
vaqt ke jaam me.n thaa shola-e-tar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
har chiiz kii giraanii ne viiraan kar diyaa
sarf-e-KHizaa.n hai hind kaa gulzaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jab sarf-e-guftuguu huu.n to dekhe unhe.n ko.ii
manzuur ho jo abr-e-guhar-baar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
apnaa miTTii kaa piyaala ham ko pyaaraa hai bahut
ham na de.nge pesh agar vo saaGar-e-jam bhii kare.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
bas ek ghuu.nT banaa degaa ‘aarif-o-saalik
tum apnaa jaam uThaa.o sharaab mai.n duu.ngaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
haT jaa.e ik taraf but-e-kaafir kii raah se
de ko.ii jald dau.D ke mahshar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham laakh bad-maza hu.e jaam-e-hayaat se
jiine kii pyaas thii ki kabhii kam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
shabaab-e-hosh ki fil-jumla yaadgaar hu.ii
jo 'umr sarf-e-tamaashaa-e-husn-e-yaar hu.ii
Fani Badayuni
Ghazal
Gairat-e-mansuur huu.n mai.n ai 'habiib'
har gha.Dii huu.n sarf-e-haa-o-huu-e-dost
Habeeb Moosavi
Ghazal
vo garm-e-sarf-e-naaz the vaa.n bazm-e-Gair me.n
sargarm us taraf miraa dil sarf-e-jaa.n me.n thaa