SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarf-e-khidmat-e-shaahaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "sarf-e-khidmat-e-shaahaa.n"
Ghazal
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
har chiiz kii giraanii ne viiraan kar diyaa
sarf-e-KHizaa.n hai hind kaa gulzaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jab sarf-e-guftuguu huu.n to dekhe unhe.n ko.ii
manzuur ho jo abr-e-guhar-baar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
iz.haar-e-ehtijaaj pe ye kaalii paTTiyaa.n
taskiin-e-zauq-e-KHidmat-e-islaam ho ga.ii
Hamid Allahabadi
Ghazal
KHayaal-e-KHidmat-e-KHalq-e-KHudaa diyaa tuu ne
mujhe hayaat kaa maqsad bataa diyaa tuu ne
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Ghazal
KHayaal-e-KHidmat-e-KHalq-e-KHudaa jo rakhte hai.n
karam KHudaa kaa unhe.n dastiyaab hotaa hai
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Ghazal
rakh diyaa mujh pe farz-e-KHidmat-e-KHalq
jab ko.ii mujh saa duusraa na hu.aa
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
'naatiq' junuun-e-KHidmat-e-ahbaab kis liye
dekhe.n to kyaa milaa hai tujhe phal uThaa to laa
Natiq Gulavthi
Ghazal
kise fursat ki farz-e-KHidmat-e-ulfat bajaa laa.e
na tum bekaar baiThe ho na ham bekaar baiThe hai.n
Azad Ansari
Ghazal
'josh' aur na.ng-e-KHidmat-e-sultaan o paas-e-hosh
ye bhii kiye hu.e hai gavaaraa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
agarche ham ko muqaddam hai raah-e-KHidmat-e-KHalq
jo baaz aa.e to apne ta.ii.n bhii rahte hai.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
tauq-o-zanjiir ke KHvaahaa.n hai.n tire diivaane
roz-o-shab muntazir-e-KHidmat-e-haddaad hai.n sab
Naseem Dehlvi
Ghazal
jazba-e-KHidmat-e-insaa.n hai 'matiin' aab-e-hayaat
shukr-sad-shukr ai ehsaas ki achchhaa huu.n mai.n