SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarkaar"
Ghazal MATCHES FOR "sarkaar"
Ghazal
jalte diyo.n me.n jalte gharo.n jaisii zau kahaa.n
sarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
guu.nge nikal pa.De hai.n zabaa.n kii talaash me.n
sarkaar ke KHilaaf ye saazish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
din guzar jaa.e.nge sarkaar ko.ii baat nahii.n
zaKHm bhar jaa.e.nge sarkaar ko.ii baat nahii.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
roz-e-raushan me.n agar un ko dikhaa.o taare
vo ye kah de.nge ki sarkaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
vo bhii chup-chaap hai is baar ye qissa kyaa hai
tum bhii KHaamosh ho sarkaar ye qissa kyaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
aap kii aa.nkh agar aaj gulaabii hogii
merii sarkaar ba.Dii saKHt KHaraabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sar-e-tasliim hai KHam izn-e-uquubat ke baGair
ham to sarkaar ke maddaah hai.n KHil.at ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
mujh se lillaah na sarkaar chhu.Daa.e.n daaman
aap badle to zamaana bhii badal jaa.egaa
Azhar Lakhnawi
Ghazal
girte hai.n log garmii-e-baazaar dekh kar
sarkaar dekh kar mirii sarkaar dekh kar