SEARCH RESULTS
Showing search results for "satte-baaz"
Ghazal MATCHES FOR "satte-baaz"
Ghazal
hamaare kaam rafta-rafta saare ban rahe the
ki dariyaa chal pa.Daa thaa aur kinaare ban rahe the
Iqtidar Javed
Ghazal
azal se jis se rahe saare bad-gumaa.n patthar
hu.e hai.n ab usii shiishe ke paasbaa.n patthar
Javed Sahil
Ghazal
lag rahii hai jis tarah laala ke saare ban ko aag
dil ko apne daaG dev ai aashiqo aur tan ko aag
Ishq Aurangabadi
Ghazal
phir saje bazm-e-tarab zulf khule shaana chale
phir vahii silisla-e-shoKHii-e-rindaana chale
Hasan Aabid
Ghazal
vo ek pal kaa saath ba-vaqt-e-namaaz hai
mahmuud aasmaa.n pe zamii.n par ayaaz hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ko.ii ha.ngaama sar-e-bazm uThaayaa jaa.e
kuchh kiyaa jaa.e charaaGo.n ko bujhaayaa jaa.e
Zehra Nigaah
Ghazal
laakh KHurshed sar-e-baam agar hai.n to rahe.n
ham ko.ii mom nahii.n hai.n ki pighal jaa.e.nge
Shahryar
Ghazal
kyo.n iltijaa-e-shauq sar-e-bazm kii ga.ii
sun.naa to darkinaar yahaa.n baat bhii ga.ii
Jauhar Nizami
Ghazal
kyo.n iltijaa-e-shauq sar-e-bazm kii ga.ii
sun.naa to darkinaar yahaa.n baat bhii ga.ii
Jauhar Nizami
Ghazal
jab sar-e-baam vo KHurshiid-jamaal aataa hai
zarre zarre pe qayaamat kaa jalaal aataa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
vo jaane kitnaa sar-e-bazm sharmsaar hu.aa
sunaa ke apnii Gazal mai.n qusuur-vaar hu.aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
ik shakl be-iraada sar-e-baam aa ga.ii
phir zindagii me.n faisle kii shaam aa ga.ii
Sabir Waseem
Ghazal
sunaa.e.n kaise sar-e-bazm KHaar hone kaa dukh
aur ek baar nahii.n baar baar hone kaa dukh
Abdul Hameed Bashar
Ghazal
jab ko.ii bhii KHaaqaan sar-e-baam na hogaa
phir ahl-e-zamii.n par ko.ii ilzaam na hogaa
Ameen Rahat Chugtai
Ghazal
gir ke qadmo.n pe sar-e-bazm ta.Dapnaa dekhaa
marne vaale kaa mirii jaan tamaashaa dekhaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
aa gayaa kaun sar-e-bazm ye saaqii ban ke
zindagii jhuum uThii turfa sharaabii ban ke