SEARCH RESULTS
Showing search results for "saudaagaro"
Ghazal MATCHES FOR "saudaagaro"
Ghazal
saudaa-garii nahii.n ye ibaadat KHudaa kii hai
ai be-KHabar jazaa kii tamannaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
taraqqii kar ga.e biimaariyo.n ke saudaagar
ye sab mariiz hai.n jo ab davaa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
ye dil kii baat hai saudaa-garii nahii.n yaaro
kisii ne kii hai mohabbat bhii dekh-bhaal ke ba.ad
Shakeel Azmi
Ghazal
saudaagaraan-e-sho.alagii-e-shar ke dosh par
mushkiiz-gaa.n se jhaa.nktaa paanii fareb hai
Shahid Zaki
Ghazal
manDii me.n Gam kaa mai.n hii saudaagar huu.n
is KHaatir mai.n daam ziyaada rakkhuu.ngaa
Amit Sharma Meet
Ghazal
aa.nkho.n me.n sauGaat sameTe apne ghar aate hai.n
bajre laage bandar-gaah pe saudaagar aate hai.n
Sarvat Husain
Ghazal
ab raakh baTore.nge alfaaz ke saudaagar
mai.n aag pe rakh duu.ngaa naayaab risaalo.n ko
Bashir Badr
Ghazal
guzar rahaa huu.n mai.n saudaa-garo.n kii bastii se
badan pe dekhiye kab tak libaas rahtaa hai
Ejaz Rahmani
Ghazal
qadam qadam pe tamannaa-e-iltifaat to dekh
zavaal-e-ishq me.n saudaagaro.n kaa haat to dekh
Mustafa Zaidi
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
kyaa ta.ajjub thaa ki is saudaa-garii ke daur me.n
KHvaab bhii ta.abiir ho jaane kii qiimat maa.ngtaa
Pirzada Qasim
Ghazal
'aziiz' kaisii ye saudaagaro.n kii bastii hai
garaa.n hai dil se yahaa.n kaaTh kaa khilaunaa bhii
Aziz Qaisi
Ghazal
jahaan-e-saudaagarii me.n dil kaa vakiil ban kar
is ahd kii munsifii ko hairat me.n Daalnaa hai